Tuesday, 26 September 2023

26 september 2023

  

1. aaj jake java ke videos kar le pehele then 

1.. java atleast 2 videos 

2.. ho sake toh bio complete kar lena 

Sunday, 24 September 2023

25 septmber 2023

time table

AAJ PEHELE PHYSICS COMPLETE KAR DO THEN 

1.. MODERN PHYSICS (QUANTUM ) 

2.. LAB MANUAL EP 

3. MATHS KA REPEAT CLASS MEIN 

4.. JAVA KA EK VIDEO 

5 OPTIONAL (

PYQ)

Thursday, 21 September 2023

21 september 2023

 TIME TABLE -::

1. AAJ GAR JAKE HO SAKE TOH REPEAT KAR LENA QUANTUM AND MATHS 

Saturday, 16 September 2023

17 september 2023

   1. jarur se java start karo vo bhi likh ke 

2. do  video dekh lo uske then 

Friday, 15 September 2023

15 september 2023

 TIME TABLE:---

1. KOSIS KARO KI REPEAT KARO PEHLE KA LIKE BIOLOGY  ' TOH 
2. IF TIME MILE TOH PURA BIOLOGY COMPLETE KAR LO  THEN E K BAAR SABKE SYLLABUS DEKH LO




how was ur day 

1. acha gya kuh ni kiya litall kuch ni so gaya aur kuch ni 

Wednesday, 13 September 2023

14 september 2023 thusday

 TIME TABLE ::--

1. AAJ PEHLE VIDEO DEKHO IF IF TIME MILE TOH 
2.. THEN JAVA KA COURSE KARO COMPLETE 
3. GHAR PE TIME MILE TOH EK BAAR EMM KA REPEAT KAR LENA, YA BIOLOGY KA REPEAT KAR LENA  

Sunday, 10 September 2023

11 SEPTEMBER 2023

 TIME TABLE :

1. 9 BAJE SE 11 BAJE TAK VIDEO JO DOWNLOAD HAI VO DEKH LO THEN MATHS KE PREVIOUS QUESTION KARO 11 SE 12:30 TAK
2. KOSIS KARO KI EMM KE MODULE 2 KE NOTES EK BAAR REVISE KAR LO 
3. HO SAKE TOH DIFFRACTION REVISE KAR LO CLASS MEIN 
4.. SHAAM KO AAKE CHUNO KHUD


CONCLUSION -::

1. AAJ DOWNLOAD KI VIDEO DEKHA THEN QUESTION KIYA 
2. DIFFRACTION REPEAT KIYA THEN MATHS THODA SA REPEAT KIYA 
3. JAVA KARNE JA RAHA HU 









10 september 2023

 TIME TABLE ::

1. SHAAM KO JAVA START KARO 8 BAJE TAK KARO THEN U 
2 REVISE KARO AB JITNE BHI BAJE TAK 
3. 11 BAJE SE BHI JAVA KE VIDEO DEKHO 12:30 BAJE TAK 

Thursday, 7 September 2023

8 SEPTMBER 2023 FRIDAY

TIME TABLE -::

1. AAJ PEHLE TOH PRACICAL FILE COMPLETE KARNI HAI THEN 

2.. MATHS KE AAGE KA KARNA HAI 

3.. RAAT KO HPO SAKE TOH PHYSICS MAIN REPEAT KARNA START  KAR DENA 

4.. HO SAKE TOH JAVA KI PRACTICE KAR LENA 




CONCLUSION-:::

1. java kiya then thoda sa maths not woerthy as utni padhaii ni ki jitni sochi thi 




 

7 SEPTEMBER 2023 TUSDAY JANMASTMI

 AAJ MAINE JAVA KE QUESTION KIY MAIN FIR FILE COMPLETE KI 

JANMASTMI THI JAYADA KUCH NI KIYA ABHI


THIK THAK WASTED THODE SE QUESTION KIYE BUT ITNE SE KUCH NI HOGA KARNA HAI TOH JAYADA MEHNAT KARNI PADEGI 

6 september 2023 wednesday

 likh ni paya us din kuch jayada ni kiya as 2 hi class thi aur main ghar aae so gaya tha 

so ab aage ki padhaai 



WASTED DAY ONLY CLASSS

Monday, 4 September 2023

5 SEPTEMBER 2023 (TUESDAY)

 TIME TABLE :-

1. PEHELE PHYSICS KARUNGA THEN MATHS KARUNGA .
2. JO KIYA USE REPEAT AGAR TIME MILA TOH JAVA KAR LENA.
3. KRNA HI HIGA KAISE BHI KYA FARAK PADTA HAI KOI AAYE YA NI TU APNA PADHNA TUJHSE KYA HAI  




CONCLUSION :---

1. DIN KAISA GAYA TOH AB KYA KAR SAKTE HAI
VAISE ACHA GAY A SUBH MECHANICS KI THEN 
2... REPEAT KARA MATHS INTERPOLATION HAI
VIDEO DEKHA COMPLETE KARA 
AB JAVA KARNE KI KOSIS KARUNGA 







Sunday, 3 September 2023

4 SEPTEMBER 2023(MONDAY)

 TIME TABLE-:

1.PEHLE MATHS KA KAR LO THEN KUCH AUR KR LENA -:
2. YAAR YE SAB KUCH PLAN KE HISAB SE CHALA TOH JAVA BHI KAR LENA 





CONCLUSION :-

1. MAINE JAVA PRACTICE KIYA SIRF AUR SAACHI MEIN KIYA PRACTICE KIYA HAI N KI ACTING 
2.LEEE KARNA HAI 


HOW WAS THE DAY:-

1 ACHA GYA 3 CLASSES THI FIR GHAR AA GAYA 6 BAJE GHAR PAHUCHA 8 BAJE KE LAGBHAG 
2. ACHA GAYA DIN THODA BOARING OVERALL ACHA HI RATE KARUNGA 

Friday, 1 September 2023

2 september 2023(saturday)

  


TIME TABLE-:::

1. JAVA KE LECTURE WITH PRACTICE KARO ...
2... RAAT KO MATHEMATICS KE LECTURE COMPLETE KARO

3.. TIME MILE TOH DIFFRACTION BHI KAR LO 




CONCLUSION-::

























Hello

df.corr().stack() or unstack()

  2nd way  import pandas as pd # Example DataFrame data = {     "A": [1, 2, 3, 4, 5],     "B": [2, 4, 6, 8, 10],     ...